Hello friends ! Aaj hum is post me bat karenge ki android phone se computer par internet kaise chlaye .
Smartphone ki dunia me android bahut hui lokpriya oprating system hai, jisase telecommunication ki dunia me teji se badlav dekhne ko mil raha hai , android
phone vishesh roop se internet istemal ke liye banaye gaya hai .
lagbhag 80%android phone users apne phone par internet ka istemal karte hai,
agar apke pass bhi pc ya computer hai aur apke pass android phone hai to dono par internet connection ki jarurat padti hi hogi .aap ek sath dono internet connection nhi kar sakte hai .
lekin ab apke pass is samsya ka hal hai ,hum apko aisa tarika batayenge ki aap ek sath apne mobile aur laptop ,computer par internet chala sakte hai ,
ab apko alag se koi bhi net sutter aur anya connection ki jarurat nhi padegi ,
jyadatar logo ko pata hi nhi hota ki android phone ka prayog karke pc computer par internet chala sakte hai,
lekin aaj hum aap ko batyaenge ki android phone se computer pe interne kaise chalaye to chaliya seekhte hai haI
STEP – 1 Sabse pahle ek USB kebel se compurter aur phone ko connect karte hai
STEP – 2 Ab mobile ki settings me jaye aur Wireless&hotspot par click kare
aur Tethrings &portable hotspot me jakar usb tethrings ko tick karke enable kar de.
STEP – 3 Ab apne miobile ka data ko on kar de
aur yaha par computer ke daye kone me dibba wala mark khali hoga
Ab aap apne computer me google search kijiye aur enjoy kijiye internet ka
agar phir bhi apko computer par internet chalane me pareshani ho rahi hai to hame comment karke puch sakte hai
apko ye post kaisa laga aap hame comment kar ke bata sakte hai apka sujhav or comment se iss blogs ko behtar bannae me sahyog milehga thanks…
Thanks for read !
कई विडीयो से छोटे छोटे क्लीप कट कर के एडीट करने के लीए कोनसा pc app सही रहेगा
wonder share filmora