सैमसंग पे क्या है इसका यूज कैसे करे What is samsung Pay

Advertisements

                     सैमसंग पे क्या है इसका यूज कैसे करे 



सैमसंग पे क्या है इसका यूज कैसे करे What is samsung Pay 2


Ab samsung mobile hoga apka valet


 South corean company samsung ne  ek bar phir apne grahko ke  suvidha ke liye  wednesday ko  ek  service lanch ki jise samsung pay ke name diya gay hai 

Kaha use kar skte hai?

samsung company  ki mane to  hum iska istemal har jagah par jaise petrolpump ,shop,ya phir kisi mall,iska use hum har us jagah pe use kar sakte jaha par hum credit card,atm card.paytm,upi jaise apps ka istemal payment ke liye karte hai 

samsung pay ko hum badi asani se kisi shop,store par kar sate hai  jaha pos system,card reader ya nfc reader uplabdh ho



samsung pay ne paytm aur upi payment ke sath bhi juda hua hai aur isase pahle samsung ne is samsung pay ki service ko 12 country  me launch kar chuka hai 


Kaise kam karta hai?


sansung pay magnetic sequre transmisson mst technolgy nfc dono parkam karta hai 

iske liye samsung pay ne banko sath samjhouta kar ek group  dijital payment  banaya hai 

kaise kare use

sabse pahle samsung ki website par jakar apko resister karna hoga aur samsung ke letest software ko update karna hai

phir settings me jakar account ke option par tap karna hai iske bad add samsung account create karna hai 
is par tap karte hi apko samsung ka icon dikhega use apne samsung mobile me install karna hai 

ise aap fingarprint aur pin number se sequre kar sakte hai ,ye abhi sabhi samsung phone pe use nhi kiya ja sakta,ye kuch samsung device hai ljis par hum asani se iska istemal kar sate hai 

SAMSUNG PAY SERVICE MOBILE LIST 2017

  • Galaxy Smartphones
  • Samsung Galaxy S6 (edge+)
  • Samsung Galaxy S7 (edge)
  • Samsung Galaxy Note 5
  • Samsung Galaxy Note 7
  • Samsung GalaxyA5(2016)
  • Samsung GalaxyA6(2016)
  • Samsung GalaxyA7(2017)Samsung GalaxyA7(2017)

Tags:samsung pay,samsung valet,samsung,samsung pay kya hai,mobile vailet,Paytm,UPI 


 कुछ और लेख जो आपको पसंद आएंगे 


Thanks for reads !




COMMENTS (2)

  • comment-avatar

    Sir sitmap submit kiya lekin web pages index nahi hue
    Plz give me suggestions

  • comment-avatar

    aap phir se sitemap banakar phir se add kijiye index hona start ho jaayenge aap chhe to youtube par video dekh sakte hai .