WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now
Hello Friends Aaj hum is Post me True caller Se Apna Name and Mobile Number Kaise Hataye ke Bare me baat karenge .


Dosto aap sabhi jante honge ki True Caller kya hai ? Agar nahi jante hai to koi baat nhi chaliye  Aaj bata  dete hai True Caller Kya Hai,True Caller Kaise Kaam Krta Hai ?



True Caller kya hai ?



TrueCaller ek Android mobile apps hai , Is truecaller Apps Me kisi bhi mobile number ko search karne par Mobile Number ke owner (malik )ka name aapki  mabile screen par Aa Jata hai .

Dosto aapko bata de TrueCaller Me Search Name 100% Sahi nahi Hota lekin bahut had (80%) Tak Name Sahi Hota hai. TrueCaller me Search Result Aane wala Name Aur Number Kisi Vyakti Ke Contect Me save mobile Number Number Hote hai .

कुछ और उपयोगी टिप्स पढ़ने के लिए होमपेज पर जाये  


jaha Trucaller App ek trah se dekha jaye to suvidhjank hai vahi dusri traf iske kai nuksaan bhi ho .kahi na kahi truecaller app logo ki priveci ke liye khtra bhi  hai .Aise me Kai log janana chahte hai ki  truecaller se mobile Number aur naam kaise hataye .

Dosto Aaj ki is post me janenge ki  truecaller se mobile Number aur naam kaise delete kare .lekin dosto chaliye  usase pahle jante hai ki Truecaller app kaise kaam karta hai .


Truecaller app kaise kaam karta hai ?



Dosto bahut se logo ne shayad janne ki koshis ki hogi  Truecaller app kaise kaam karta hai ? lekin shayad hi kisi ko pata ho ki kaise unke mobile  number aur Name truecaller me search me aajate hai .

Dosto Aapne bhi shayd yah dekha hoga ki Na aapne kisi number se na koi truecaller par id banayi hai phir bhi aapke Mobile Number Aapke Truecaller search result me dikhte hai hai .aagar aap bhi janana chahte hai ki true caller kaise kaam karta hai to is post ko last tak padhiye.

इसे भी पढ़िए ⇒मोबाइल से पता करे कि आपका आधार कार्ड बैंक से लिंक (जुड़ा ) है की नहीइसे भी पढ़े –किसी MEDCINE के बारे में पूरी जानकारी कैसे पता करे….कौन सी दवा किस रोग की है

Dosto aapne agr kabhi bhi truecaller ko install kiya hoga to aapse pahle kuch permission allow karne ko khta hai uske baad hi truecaller app install hota hai anytha nhi .is permission me aapse aapke contect ko scan krne ki permission mangta hai .jise aap allow kar dete hai .



is permission ko allow karne ke baad truecaller aap ki mobile me feed sabhi mobile contect ki ek online data taiyar kar leta hai.isi trah true caller jab bhi mobile me install hota hai .aap ke saare Mobile contect ko scan kar leta hai .

ab aap soch sakte hai ki duniya bhar kahi na kahi apka mobile Number kisi friends ke Pass hota hoga jisne kabhi na kabhi true caller par id banayi ho .jiski vajah se aapka mobile Number se Id na bante hue bhi apka Mobile Number trucaller ki list mer aa jata hai.

Dosto ab chaliye janate hai ki True Caller Se Apna Name  And Mobile Number Kaise Hataye

True Caller Se Apna Name  And Mobile Number Kaise Hataye



Dosto Agar aapko Truecaller se Name Aur Mobile Number htana hai to apko kuch step follow karne honge . yaha par ek baat batana chahata hau Agar aap soch rahe hai ki truecaller app ko mobile se Install kar dene se apka name aur Mobile Number Truecaller app se hat jayega to aap galat soch rahe hai.

is Kaam ko completly poora karne ke liye thode se step foolow karne honge .
Dosto Hum is trick se asani se 2minute Me Truecaller se Mobile NUmber aur Name dono Hata sakte hai .


Chaliye Jante hai Step by Step 


Truecaller se apna mobile number remove aapko keval do Step Follow karne honge .jiske baad truecaller se aapka name aur mobile number completly hat jayega .jiske 24 ghante ke baad aap truecaller me search karke bhi dekh sakte hai .
 Dosto First  step me Truecaller ID deactivate karna hai ..phir Second step me Apne Mobile Number Ko Unlist karna hai .To cahliye Jante hai . TrueCaller se name Aur number kaise Hataye .
Step-1 Truecaller Account Deactivate Kaise Kare 
 1Dosto iske liye sabse pahle apne mobile me Install  truecaller app open Kijiye ..Ab Bayi side Uper Kone me Menu (Three Line ) par tap kijiye .jike bad aap TRuecaller ki Menu me Pahuch jayenge ( aap Scrren shot me dekh sakte Hai
True Caller Se Apna Name Aur Mobile Number Kaise Hataye jane Hindi Me 2

2- Menu par tap karne ke baad aap ko settings me jana hoga .
3-Setting me jane ke baad sabse Neeche  About Ka option milega . about par tap karna hai (screen shot dekh Sakte hai )
True Caller Se Apna Name Aur Mobile Number Kaise Hataye jane Hindi Me 3

4-About me jane ke baad sabse neeche aapko Deactive account ka option milega uspar tap kijiye
True Caller Se Apna Name Aur Mobile Number Kaise Hataye jane Hindi Me 4

5-Deactive Account par tap karte hai aapke screen par flash massage aayega .usme aapko yas par tap karna hai 
Ab Apka Account Deactivate Ho Gaya . Ab aap Chahe to Truecaller Ko Unistall Kar Sakte hai.

Step 2 Truecaller par apna mobile Number kaise Unlist kare ?

Truecaller se mobile Number Unlist Karne Ke Liye Apko Truecaller ki offcial site www.truecaller.com/unlisting par jana hoga ( yaha se aap directly uspar ja sakte hai )
True Caller Se Apna Name Aur Mobile Number Kaise Hataye jane Hindi Me 5

Ab aapke samne ek Webpage open hoga .jaha par 1 wale par aapko unlist karne vale mobile number ko type krna hai .jise aapne abhi deactivate kiya tha .UNLIST PHONE NUMBER par tap karna hai .(screen shot dekh sakte hai )
Iske Bad I’m not robot Wale Box Par ClicK karna hai .ab nicche UNLIST PHONE NUMBER par tap karna hai .
True Caller Se Apna Name Aur Mobile Number Kaise Hataye jane Hindi Me 6
 Aap ko agle step me ise confirm karne ko kaha jayega .ki kya aap truecaller se apna name aur mobile nuber hatana chahte hai .to aapko yaha par  UNLIST PHONE NUMBER par tap karna hai .
True Caller Se Apna Name Aur Mobile Number Kaise Hataye jane Hindi Me 7
Ab Apko ek Massasge Milega jisme apko batya jayega ki apka mobile Number Unlist Ho gaya hai .jiske 24 Ghante ke baad Apka mobile Number Delete Ho Jayega .

Congratulations ! Truecaller se aapka Number Delete hogaya hai .aap chahe to khud 24 ghante ke baad try kar sakte hai .aab aapka mobile Number aur Name True caller search me nhi ayage .
To dosto Ye Thi aaj ki Ye post Truecaller Se apna Name aur Mobile Number Kaise Hatye .Agar aapkoTruecaller se name Aur Number hatane Me koi pareshani aaye to Is Post Par Comment Box me Cooment Karke Pooch Sakte hai .

Sath hi Yah bhi Bataye Aapko Aaji ki Ye post TrueCaller Se name Aur Mobile Number Kaise Hataye kaisi Lagi.agar Achhi Lagi Ho To apne Dosto ko Facebook,whatsup,twitter,instgram, par  Share  Karna Na bhule .Share Karne Ke Social Media button par click kare .Thanks For Visit

 कुछ और उपयोगी टिप्स पढ़ने के लिए होमपेज पर जाये  

 Top 20 Mobile Tips And Tricks List 2018

  1. मोबाइल नंबर से किसी की फोटो कैसे देखे 
  2. घर बैठे बिजली बिल कैसे चेक करे मोबाइल से 
  3. ऐसे करे फोटो videos save कभी नहीं होगा delete  
  4. बिना सिम कार्ड के कॉल कैसे करे 
  5. घर बैठे Indane, HP, Bharat गैस सब्सिडी आनलाइन कैसे चेक करे

  1. किसी MEDCINE के बारे में पूरी जानकारी कैसे पता करे….कौन सी दवा किस रोग की है
  2. एक मोबाइल पर दो whatsup account कैसे चलाये 
  3. samsung keypad मोबाइल का passward कैसे तोड़े मात्र दो minute में 
  4. NewsDog app See Kaise Kamaye 
  5. घर बैठे मोबाइल नंबर को आधार से कैसे जोड़े  

  1. Youtube Video Kaise Download Kare Bina Kisi Mobile Apps ke
  2. डिलीट Contact  नंबर recover कैसे करे android फ़ोन में .
  3. बडौदा उत्तर प्रदेश ग्रामीण bank account balance कैसे चेक करे 
  4. Youtube विडियो को Mx Player में कैसे चलाये 
  1. Computer or Laptop Par Whatsapp Kaise Chalaye Jaane 2 Minute Me 
  2. मोबाइल से पता करे कि आपका आधार कार्ड बैंक से लिंक (जुड़ा ) है की नही
  3. Live Running Status Kaise check kare 
  4. Dhani App क्या है मात्र 3  मिनट में 15  लाख का लोन कैसे ले
  5. Whatsup Par Khud Ko Unblock Kaise Kare Jane Hindi Me







Related Posts

2 thoughts on “True Caller Se Apna Name Aur Mobile Number Kaise Hataye jane Hindi Me

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *