Kimbho Patanjali Swadeshi Messaging App Kya hai .
Namshakar Dosto ! Aaj hum is post me “Yoga Guru Baba Ramdev” dwara launch “Kimbho Massegging App” Ke baare me baat karenge ,jaise ki “Kimbho Aap Kya Hai “”Kimbho App Ke Feature Kya Hai “”,Kimbho App Kaise Kaam Karta Hai””.inhi sab sawalo ka jawab aaj hum is post me janane wale hai .
Dsoto aap sabhi jaante hai ki abhi kuch dino pahle hi Baba Ram Dev ne Bsnl ke saath milkar “Patnjali Swadeshi Samriddhi Sim Card “launch kiya tha .is sim ko launch karne ke sath hi yoga guru raamdev baba ne telecom ki duniya me apna pahla kadam badhaya .
Yoga Guru Baba Ramdev Ke Patnjali Product aaj Poori India me Famous hai .jiski vajha se aaj Kimbho App ki poore bharat me joro se chrcha hai .kimbho aap itni jaldi popular ho jaaygi kisi ne sovcha nhi tha .is samay kimbho app ki Downloding lakho me ho gayi .iski launching date 7 june Hai.
“Swadeshi Samriddhi Sim Card” launch karne ke kuch dino baad hi baba raam dev ne Kimbho App ko bhi launch kar diya jo ki whatsapp ki trah hi ek masseging app hai .Jo Whatsapp ki tarah hi kaam karta hai lekin kimbho app aur Whatsaap me kafi kuch antar hai jiske baare me hum aage baat karenge..
“Swadeshi Samriddhi Sim Card” के बारे में और अधिक जानकारी के लिए यहाँ क्लिक करे .
Also Read
- samsung keypad मोबाइल का passward कैसे तोड़े मात्र दो minute में
- NewsDog app See Kaise Kamaye
- घर बैठे बिजली बिल कैसे चेक करे मोबाइल से
- ऐसे करे फोटो videos save कभी नहीं होगा delete
- बिना सिम कार्ड के कॉल कैसे करे
- घर बैठे Indane, HP, Bharat गैस सब्सिडी आनलाइन कैसे चेक करे
Kimbho App Kya hai ?
Kimbho App Whatsapp ki trah ek social Masseging app hai .jis par sabhi user ek dusre ke saath video calling ,text massages,Image?photo Sharing ,Videos sharing,live chat kar sakte hai .
Diffrence Features Of Kimbho App And Whatsapp In Hindi
- Kimbho app me aapko logo ko ek sath jodne ke liye do option mil jaayege .jaise aap chahe to ek channel bana sakte hai ya phir ek group dono features ka kaam lagbhag ek hi hai .jabki whatsaap logo ko ek sath jodne ke liye aap ke pass ke val ek option hota hai jise group ke name se jaana jata hai jisme aap keval 256 log hi jod sakte hai.
- Kimbho app me aap group banakar ek group me 100000 log jod sakte haii jabki whatsaap me iski limit keval 256 hi hai .
- agar aap koi website ya blog ya phir koi business chalaate hai to ye aap logo ko ek sath communicate karne ke ek acchha option ho satkta hai
- Kimbho aap me aap apne anusar uski theem ko change kar sakte hai .massage bhi saved kar sakte hai aur iski setting par jaane par aapko kimbho app me dhero option milenge .jiski help se aap is apne hisab se manage kar sakte hai .
- Kimbho aap me bhi aap apne friend ke sath apni location share kar sakte hai filhal ye option aapko whatsapp me bhi mil jaayege .
- kimbho app poori trah se aapke data ko sequre rakht rakhta hai .
- Kimbho app me aap koi bhi group bnakar use publicly share kar sakte hai .iska matlab hai is group me koi bhi apne aap jud sakta hai use admin ki accept ki jarurat nhi padegi .
- aur isme private chatting ka bhi option diya gaya hai jiski help se aap koi bhi group se chat ,video ,audio sharing private mme kar sakte hai .
- Mana ja rha hai ki abhi tak kimbho app me lkafi high sequrity ke option diye gaye hai hai .
- is aap par aapko hamesha Ads milenge joki user ise pasand nhi krta hai .jabki whatsapp me aisa kuch nhi hai .
- Kimbho install karne ke liye aapko playstore par kimbho app kosearch karke install karna hai
- aap chahe to yaha se directly ja sakte hai
- Install karne ke baad kimbho app ko open kare aap kuch is trah interface dikhayi dega aapko START MESSAGING par click karna hai .
- aab aapko is age par apna Mobiule Number dalna hai Jis Mobile Number se aap Account Bnana Chahte ho .use type karke upar bane tick ke nishan par click kar de .
- ab aapke diye hue Mobile Number par ek OTP massage aayega us OTP Number Ko Us page par likhna hai uske baad phir upar bane tick ke nishan par tick kare
- ab aapke samne apna name likhna hai joki first v last me likh jaayega .bas name likhne ke baad aap phir Tick par click kar de.
- aapka Kimbho App me account banakar taiyar hai .aap niche bane option par click karke dekh sakte hai aapke kitne friends Kimbho app Ka Use kar rahe hai .is trah aaap kisi ko Select kar koi bhi text massage ya video ,photo etc share kar sakte hai .
- agar aapko aapne Kimbho app ka theem ya phir koi group ya Channel banana ho to option par jaakar ye sabhi kaam kar sakte hai .
Dosto aaj ka Hamara ye post Kimbho App Kya Hai ,Kimbho App Ka Use Kaise Kare ,Feature Of Kimbho App kaisa laga .comment karke jarur bataye .aur ha agar aapka isa post ko lekar Koi sawal hai To aap Hame Comment Box me Comment karke Pooch sakte hai .hum Jaldi Hi aapka jawab Denge .Dhanywad .