Axis Bank Me Online Account Kaise Khole

Advertisements
Axis Bank Me Online Account Kaise Khole


Hello Friends aaj hum sabhi  is post me  Zero Balance Par Axis Bank Me Online Account Kaise Khole ke baare me  baat karenge.Aap sabhi janate hai aaj lagbhag sabhi kaam online ho rahe hai .aaj hum sab lagbhg sabhi kaam ghar baithe kar  asani se kar sakte hai .bas aapke pasa ek laptop or mobile aur internet connectin hona jaruri hai .

aaj aapko chahe gas subsidy check karni ho ya phir ghar baithe bijli bill check karna ho aaj ye sabhi suvidha aap ghar baithe le sakte hai .

                     
Axis Bank Me account kaise Khole

                         Axis Bank Me account kaise Khole


Isi trah aaj aapko agar aapko bank account open karna ho to aap ghar baithe online bank account open kar sakte hai .aapko kisi bank me jaane ki jarurat nhi hai .
 इसे भी पढ़े 


Dosto aaj ka post  Axis Bank Me Account Kaise Khole isi ke baare me hai . aap is article ko padhkar aap asani se ghar Axis Bank Me Online Account open kar sakte hai .aap chahe to ise apne mobile se bhi open kar sakte hai .


Axis Bank Me Online Account Kaise Khole(Open Axis ASAP Zero Balance Account )

Dosto aap sabhi jaante hai ki ek samay tha jab log Axis,HDFC,Sbi(state Bank Of India),Bank Of India (BOI),bank of Baroda (BOB) jaise  bank me apna bank  account open karne ke liye daily bank ke chakkar lagane padte the .lekin aaj aisa nhi hai aaj internet ki is Duniya ye sabhi bank aapko ghar baithe bank account open karne ki service de rahe hai ,

Ab cahahe axis ho ya hdfc,sbi(state Bank Of India),Bank Of India (BOI),bank of Baroda (BOB)  koi bhi Ho sabhi Bank aur unke branches aap ko Ghar baithe Saving Account open karane ki suvidha pradan kar rahe hai .jo bhaut hi simaple hai .aap Kuch hi minto me kisi bhi bank me apna saving account open kar sakte hai .lekin aaj ke is post me mai only Axis Bank account me Zero balance Par account Kaise Khole ke baare me bataunga .

About To Open Axis ASAP Zero Balance Account ) service 

Dosto Axis bank ki service bahut hi acchi hai phir bhi mai aap sabhi ko (Open Axis ASAP Zero Balance Account ) service ke baare me bata de raha hu,

  •  Axis ASAP Zero Balance Account  open karne par  aapko Turant ek  vertuil Debit Card issue hoga jiska use aap online Shopings,Money Transfer ,Payment Etc Me kar sakenge .
  • aapko Internet banking ki suvidha di jaati hai iasase aap apne bank acccount ko apne ghar se hi mannage kar sakte hai .
  • Cash Transfer ,Mobile Recharge ,etc Suvidhaye  Axis  bank deta hai 
 

Axis ASAP Zero Balance Account open Karne ke Liye Importent document 

apko Online Axis ASAP Zero Balance Account open Karne ke Liye aapke pass 4 chije hona bahut jaruri hai .

  1. Adhar card
  2. Pan Card
  3. Mobile Number 
agar aapke paas ye teeno   Document avilable hai to aap badi asani se keval 5 minute me apna Axis ASAP Zero Balance Account open Kar sakte hai ,

To chaliye shuru karte hai Step By Step 
 
Yaha Mai manata hu aapke pass teeno  Document avilable hai .
  • Dosto Axis ASAP Zero Balance Account open Karne ke Liye sabse pahle aapko axis bank ki offcial site par jaaye 
  • Offcial  Site  –https://www.axisbank.com
 Axis Bank Me Online Account Kaise Khole
 
  1. Mobile Number -yaha par apna Mobile Number likhe
  2. Adhar -yaha par apna Adhar Number Likhe
  3. Pan -yaha par apna pan Number Likhe
  4. khali Box Me tick karne ke  baad Next par Click kar de.next par click karne ke baad aapke Mobile par ek otp jaayega( dhayan rahe apko Vahi Mobile Number fiil karna hai jo aapke adharcard se attach hai )
     Axis Bank Me Online Account Kaise Khole

 

  • ab aap mobile par aaya hua otp fiil karke next par click kar de .aapke saamne apka photo aur kuch detils aayegi jisme aapko apna pata ,father ka name,mother ka name ,address fill karna 

 

 

                  Axis Bank Me Online Account Kaise Khole Axis Bank Me Online Account Kaise Khole
  • ye sab detils fill karne ke baad aapko next par click kar dena hain jaha par aapko i am indian citizen vala option choose krna hai .phir aapni jankari conferm karna hai 
  • uske baad aapke saamne ek debit kard ka image aayega jaha par aapko apne debit card ke 4 anko ka pin passward choose karana hai .jaise 0512 ,5324,5231,3478,kuch bhi likh sakte hai jo aapko saral va suvidha janka lage
              Axis Bank Me Online Account Kaise Khole Axis Bank Me Online Account Kaise Khole                      
yahi aapka pin number hoga .ab aapko last me Activate My account Par Click karna hai .jiske baad aap dekhenge ki aapke name ka ek vertiul debit card jaari ho chuka jis par aapke account ki sari information hogi .is card ka use aap online service jaise payemt ,mobile recharge ,shoping,filipkart etc me kar sakte hai .
aapka account open ho chuka hai ab aap chahe to apne bank account me kisi card ya bank se paise transfer kar sakte hai 
 
aapko aapke account serelted sabhi sms apko apke mobile aur email par send kar di jaayegi .
dosto aaj ka yah article (Zero Balance) Axis Bank Me Online Account Kaise Khole (Open Axis ASAP Zero Balance Account ) kaisa laga .agar aapko online bank account open karnev me koi diikat aa rahi to aap hamse comment karke pooch sakte hai .
agar aapko kisi aur bank me online account open karnme ki jankari chahaiye to aap mujhse cooment karke bata sakte hai .ami jald hi aapki help karunga.
 
dosto agar aaj ki ye post zero balance par onlioner account kaise khole thodi si bhi acchi lagi ho to ise apne dosto ke sath jarur share kare .dhanywad .

Loading…


COMMENTS (6)

  • comment-avatar

    संदीप जी एक्सिस बैंक के जीरो बैलेंस खाते के बारे में बहुत ही बेहतरीन किस्म की जानकारी दी है आपने। मुझे बहुत पसंद आई। आप अच्छा काम कर रहे हैं।

  • comment-avatar

    JAMSHED JI THANKYOU AAPKO HAMARI JANKRI PASAND AAYI .

  • comment-avatar

    atm card kese milega,pasword bnane ke bad ,kya atm ghar ke address par aayga?

  • comment-avatar

    Bhai aapko online virtual atm card milega jiska use aap payment etc me kar sakte hai..

  • comment-avatar

    How many do transaction in a day

  • comment-avatar

    Mai kaise apna online virtual atm card dekh skta hu mai save nhi kya to