Table Of Contents
show
Mobile Number Adhar Card Se Link Hai Ya Nhi Kaise Pata Kare
Hello Friends ! Aaj ki is post me Mai apko Batane wala hu ki Mobile Number Adhar Card se Link Hai Ya Nhi ,Kaise Pata Kare .Aaj har koi janana cahata hai ki mobile Number adhar card se link hai ya nahi.
Dosto Aap Sabhi jante hai ki goverment ne mobile number ko Adhar Card Se link karana jaruri kar diya hai .jiski last date 31 march hai .agar aapne abhi tak apna mobile number adahar card link nhi kiya to jalad kara le kyoki 31 march ke baad kevel adahra card se link mobile number hi use me rahenge .
Joki bad me bhi kisi kimat par dobara mobile number activate nhi kiya jayega .to phir der kyo jaldi kare Bahut se Mobile user aise bhi hai jinka Mobile Number adhar card se link Hote hue bhi is baat ko confirm nhi kar pate ki unka Mobile number adhar card se juda hai ki nhi .
aise me Mobile User ka pareshan hona padta hai So aaj ki is post me main aapko batane wala hu ki Kaise Pata Kare Ki Mobile Number Adhar Card Se Link hai Ya Nahi .Aaj ke is post me aisa tarika baatane vala hu ki aap Online Kaise Pata Kare Apka Adhar Card Mobile Se Link Hai Ki Nahi .
- राशन कार्ड लिस्ट 2018 में अपना नाम कैसे देखे
- (PM आवास योजना )प्रधान मंत्री ग्रामीण आवास योजना 2018 List में अपना नाम कैसे देखे
- मोबाइल से पता करे कि आपका आधार कार्ड बैंक से लिंक (जुड़ा ) है की नही
- घर बैठे बिजली बिल कैसे चेक करे मोबाइल से
- घर बैठे Indane, HP, Bharat गैस सब्सिडी आनलाइन कैसे चेक करे
- बडौदा उत्तर प्रदेश ग्रामीण bank account balance कैसे चेक करे
- घर बैठे मोबाइल नंबर को आधार से कैसे जोड़े
Kaise Check Kare Adhar Card Se Mobile Link Hai Ya Nahi
To Chaliye Shuru Karte Hai
- Iske liye sabse pahle google search me adhar Card Ki Offcial Website Uidai.gov.in par jana hoga .( yaha se aap directly ja sakte hai ).
- aap google search me Uidai.gov.in ya Adhar card type kar search kar sakte hai search list me jo pahla link hoga us par click karna hoga .
Adhar Card Ki offcial site par jane ke baad Verify Email/Mobile Number par click karna hai .Aap ke samne ek naya page khulehga (Screen Shot me dekh Sakte Hai )
- Yaha par Apna12 Digit ka apna Adhar Number likhna hai
- Is Box Me apna Mobile Number likhan Hai.
- Enter Sequrity Code Me ( samne dioya gaya code type karna hai )
- last me Get One Time Password par click karna hai ( Screen Shot Dekhe )
agar aapka mobile Number Adhar Card se link hai To aapke mobile number par ek otp (One Time Password ) jayegi .Agar diya gaya mobile number adhar Card se link hoga tabhi us Mobile Number Par One Time Password recieve hoga warna nhi .
Dosto is trah aap apne sabhi mobile number Enter Mobile number ke box me type karke Get One Time Password par tap karna hai .jo Bhi mobile Number adhar card Se Link hoga Par us par OTP mil jayegi .OTP mil Jnae ke bad aap us OTP (One Time Password) Verify Otp par Type karna hai
Jiske Bad aap ki screen par Congratulation The Mobile Number 9616 ######## Match With Our records !
Is trah se aap apne saare Mobile Number Check Kar Sakte Hai ,jo bhi Mobile number Adhar Card Se Link hoga us par otp mil jayegi .
To Friends ye thi aaj ki is post me jankari ki Kaise Pata Kare ki Apka adhar Card Mobile Se Link hai ya Nahi
I hope Aaj ki is post se aapko thodi bahut help mili hogi agar haan to meri bhi thodi help is post ko social media whatsup,facebook,Google plus,twitter par apne dosto ke sath share kar de ..Thanks For Visit Rojgarcareer.info
कुछ और लेख जो आपको पसंद आएंगे
- किसी MEDCINE के बारे में पूरी जानकारी कैसे पता करे….कौन सी दवा किस रोग की है
- एक मोबाइल पर दो whatsup account कैसे चलाये
- samsung keypad मोबाइल का passward कैसे तोड़े मात्र दो minute में
- NewsDog app See Kaise Kamaye
- Youtube Video Kaise Download Kare Bina Kisi Mobile Apps ke
- डिलीट Contact नंबर recover कैसे करे android फ़ोन में .
- बडौदा उत्तर प्रदेश ग्रामीण bank account balance कैसे चेक करे
- Youtube विडियो को Mx Player में कैसे चलाये