(Adhar Card Linking)Mobile Number Adhar Card se Link Hai Ya Nhi Kaise Jaane

Advertisements

Mobile Number Adhar Card Se Link Hai Ya Nhi Kaise Pata Kare

Hello Friends ! Aaj ki is post me Mai apko Batane wala hu ki  Mobile Number Adhar Card se Link Hai Ya Nhi ,Kaise Pata Kare .Aaj har koi janana cahata hai ki mobile Number adhar card se link hai  ya nahi.

(Adhar Card Linking)Mobile Number Adhar Card se Link Hai Ya Nhi Kaise Jaane 4


Dosto Aap Sabhi jante hai ki goverment ne mobile number ko Adhar Card Se link karana jaruri kar diya hai .jiski last date 31 march hai .agar aapne abhi tak apna mobile number adahar card link nhi kiya to  jalad kara le kyoki 31 march ke baad kevel adahra card se link mobile number hi use me rahenge .

Joki bad me bhi kisi kimat par dobara mobile number activate nhi kiya jayega .to phir der kyo jaldi kare Bahut se Mobile user aise bhi hai jinka Mobile Number adhar card se link Hote hue bhi  is baat ko confirm nhi kar pate ki unka Mobile number adhar card se juda hai ki nhi .


aise me Mobile User ka pareshan hona padta hai So aaj ki is post me main aapko batane wala hu ki Kaise Pata Kare Ki Mobile Number Adhar Card Se Link hai Ya Nahi .Aaj ke is post me aisa tarika baatane vala hu ki aap Online Kaise Pata Kare  Apka Adhar Card  Mobile Se Link Hai Ki Nahi .

Kaise Check Kare Adhar Card Se Mobile Link Hai Ya Nahi 

To Chaliye Shuru Karte Hai 

  • aap google search me Uidai.gov.in ya Adhar card type kar search kar sakte hai  search list me jo pahla link hoga us par click karna hoga .
               (Adhar Card Linking)Mobile Number Adhar Card se Link Hai Ya Nhi Kaise Jaane 5

Adhar Card Ki offcial site par jane ke baad  Verify Email/Mobile Number par click karna hai .Aap ke samne ek naya page khulehga (Screen Shot me dekh Sakte Hai )

  • Yaha par Apna12 Digit ka  apna Adhar Number likhna hai 
  • Is Box Me apna Mobile Number likhan Hai.
  •  Enter Sequrity Code Me ( samne dioya gaya code type karna hai )
  • last me Get One Time Password par click karna hai ( Screen Shot Dekhe )

agar aapka mobile Number Adhar Card se link hai To aapke mobile number par ek otp (One Time Password ) jayegi .Agar  diya gaya mobile number adhar Card se link hoga  tabhi us Mobile Number Par One Time Password recieve hoga warna nhi .

Dosto is trah aap apne sabhi mobile number Enter Mobile number ke box me type karke Get One Time Password par tap karna hai .jo Bhi mobile Number adhar card Se Link hoga Par us par OTP mil jayegi .OTP mil Jnae ke bad aap us OTP (One Time Password)  Verify Otp par Type karna hai 

Jiske Bad aap ki screen par Congratulation The Mobile Number 9616 ######## Match With Our records !
Is trah se aap apne saare Mobile Number Check Kar Sakte Hai ,jo bhi Mobile number Adhar Card Se Link hoga us par otp mil jayegi .

To Friends ye thi aaj ki is post me jankari ki Kaise Pata Kare ki Apka adhar Card Mobile Se Link hai ya Nahi 

I hope Aaj ki is post se aapko thodi bahut help mili hogi agar haan to meri bhi thodi help  is post ko social media whatsup,facebook,Google plus,twitter par apne dosto ke sath share kar de ..Thanks For Visit Rojgarcareer.info

कुछ और लेख जो आपको पसंद आएंगे 









COMMENTS