Indane HP Bharat Gas Subsidy Status Online Check Kaise Kare
Hello friends aaj hum is post me jannenge ki Ghar baithe kaise apni gas subcidy kaise check kare .ki kaise apni gas subsidy online check kar sakte hai .
नोट :इस पोस्ट में बताया गया तरीका फ़िलहाल अभी काम नही कर रहा है .
कृपया निचे लाल कलर लिंक पर जाकर अपनी गैस सब्सिडी की जानकारी ले सकते है .
jaisa ki aap sab janate hai .aaj present time me lagbhag har ghar me ab lpg gas ka use hone laga hai .aur sabhi janana chahate hai ki unki lpg subsidy unke bank account me pahuch rahi hai ki nahi . logo ko is baat ki sahi jankari nhi hoti hai kin unki subsidy account me pahuch rahi hai ki nahi.
aaj ka ye post “gas subsidy kaise check kare” special unhi logo ke liye hai jo ghar baithe apni subsidy ka pata lagana chahte hai .
इसे भी पढ़े
- घर बैठे बिजली बिल कैसे चेक करे मोबाइल से
- गाड़ी नंबर से गाड़ी मालिक का नाम कैसे पता लगाये
- उत्तर प्रदेश राशन कार्ड लिस्ट 2018 में अपना नाम कैसे देखे
- ऐसे करे कॉल आपका मोबाइल नंबर कभी नही दिखेगा .
- मोबाइल नंबर से किसी की फोटो कैसे देखे /
- प्रधामंत्री आवास योजना पात्रता लिस्ट कैसे देखे /
- बडौदा उत्तर प्रदेश ग्रामीण bank balance कैसे चेक करे /
Jaha tak mera manana hai aaj ke is samay me lagbhga 70% logo ko nhi pata.hai ki unke account me gas subsidy pahuch rahi hai ki nahi .dosto aap sabhi jante hai ki lpg gas kitni mahngi ho gayi hai aise apni gas subcidy ki jankari rakhna jaruri ho gaya hai .Dosto aap to jante hi honge ki kaise har mahine gas ka price kuch na kuch badh raha hai aise me sabhi logo apni gas subsidy ki jankari rakhna jaruri ho gaya hai
To dosto Aaj ki is post se LPG Gas Subsidy Status for HP ,Bharat ,indane gas kisi ka bhi lpg subsidy jan sakte hai .Aur isi trick ye bhi pata kar sakte hai ki Apka Adharcard Bank Se Link Hai Ki Nahi.
दोस्तों अगर आप “गैस सब्सिडी कैसे चेक करे” हिंदी में पढ़ना चाहते है तो – यहाँ पर क्लिक करे
Dosto agar aapko subsidy ki jankari prapt karni ho to kya karte hai shayad aap agency par jankar iska pata lagate hai ki account me subsidy transfer ho rahi hai ki nhi.log lpg subsidy jankari aise prapt karte honge hai hamri jankari honge shayd kuch aisa hi karte honge .
- Bank a/c check karke
- Agency Retailar se pata karke
To chaliye jante hai ki kaise check kare subicidy online Step By Step
- jisske bad aap ke saamne kuch is trah ka page khulega .
- vaha par apka jo apka gas cylinder hai us par click karna hai ( screenshot dekhe )
- Man lijiye apka bharat gas ka gas cylinder hai yaha par us par tap kijiye.bharat gas cylinder par tap karte hi aap naye page par aa jayenge (screenshot dekhe )
- yaha par aapko Audit distributer par click karna hai .Audit distributer par click karte hi aapke samne dusra page khulega .
- (Ho sakta hai ki aapke mobile me Audit distributer details ka option na aaye iske liye Mobile ko setting me Jaakar desktop Mode me kar lena hai )
- State – state ka name select kare .
- District- district ka name select kare.
- Distrubuter– me apna distributer name select kare ( gas agency ka name)
- uske bad proceed par click kare, (screen shot dekhe )
- jaha par apne distributer se releted sabhi jankariya prapt kar sakte hai
- Ab khali box me saamne diya gaya captcha code type krna hai (screen shot dekhe )
- Iske bad consumer consumption/cash transfer details click karna hai .
- (Ho sakta hai ki aapke mobile me consumer consumption/cash transfer details ka option na aaye iske liye Mobile ko setting me Jaakar desktop Mode me kar lena hai )
ab aapke saamne ek naya page khulega ,jisme apna name dalkar bhi search kar sakte ,jisme kafi samay lagega .
- samsung keypad मोबाइल का passward कैसे तोड़े
- NewsDog app See Kaise Kamaye
- डिलीट Contact नंबर recover कैसे करे android फ़ोन में .
- बडौदा उत्तर प्रदेश ग्रामीण bank account balance कैसे चेक करे
- Youtube विडियो को Mx Player में कैसे चलाये
agar aapko apna consumer number Pata hai to apna consumer number arrow wale jagah par, consumer no ke age consumer no likhe .uske bad GO par click kare
कैप्शन जोड़ें |
ab aapke samne apaka account hoga jaha par Total Riffil ke samne click kar ke apni sari details dekh sakte hai .
Note – agar aap ke gas account ke saamne dono point Green Hai to aapka aacount adhar card se LInk Hai warna nhi
दोस्तों अगर आपको अगर इस पोस्ट को हिंदी में पढ़ना चाहते है तो – यहाँ पर क्लिक करे
Dosto agar aaj ki Ye post “Lpg Gas Subsidy Kaise Check Kare“how to check online gas subsidy aap logo accha laga ho to ise apne dosto ko share kijiye .hai ,aur hame bhi comment karke bataye apko ye post kaisi lagi .
agar apko kuch puchna hai to comment box me type karke puch sakte hai apki help karke hame khusi hogi .Thans for visit !
ज्यादा जानकारी के लिए ये विडियो देखे :
Thanks For visites
Good information
audit distributor ka koi option hi nahi ata hai.
Aap mobile ko desktop mode me kar chalaye jarur aayega.. bhai is samay bharat gas ki site under maintains dikha raha hai..
Desktop mode kha se hoga
Aap browser ki settings me jaakar desktop mode me kar sakte hai…lekin bhai is samay bharat gas ki site under maintains dikha raha hai..
HP सिलेंडर की तरफ स्थिति नहीं आ रही है मेरी मैं क्या करूं बताओ काउंटर पर जा रहे हैं तो वह कह रहे हैं कि आपका आधार कार्ड कहीं और लगा हुआ है हमने और भी देख लिया है जहां मैंने एक ही जगह लगाया था वह लगा है फिर भी नहीं बता रहे हैं अब बताओ मैं क्या करूं
Aap apna ek hp account consumer ka id banakar usase lagin kiniyeuske bad check kijiye wo batayega ki aapka adhar card laga hai ki nhi aur bhi baki details pata chal jaayegi.comments ke liye dhnywad
सर आपणे बहुत ही अच्छी knowledge share की है
सर क्या मैं ए जाण सकता हूं की आपणे ब्लॉग पर कोणासा टेम्प्लेट use किया है
Thanks for comments ..maine apni site par seo hub templates use kiya hai jo free hai…
bahut hi achhi jaankari hai