Delete Contact Number Recover kaise kare Android Phone Me
Dosto aaj ki post me baat karne wale hai ki Delete contact number recover kaise kare ?
dosto aisa kabhi na kabhi sabke satha hota hai ki jane anajane me kabhi na kabhi hamare Mobile se Important Mobile Number Delete ho jate hai .
Jiske liye hame bahut pareshani ka samna kar padta hai .aaj aaisi hi pareshaniyo se bachne ke liye liye aap sabhi ke liye ye post lekar aaya hu.ki Delete Contact Number Recover kaise kare Android Phone Me .
Dosto agar aapka phone android smart phone hai to aapki delete hue number asani se recover kiye ja sakte hai.ek contact number kitna jaruri hota hai ise ek mobile user ke Alawa aur koi nahi janata hai .
इसे भी पढ़े
घर बैठे मोबाइल नंबर को आधार से कैसे जोड़े
Youtube विडियो को Mx Player में कैसे चलाये
Hamare android phone bahut hi imporatant mobile Number hote hain jo thodi si galti ki vajah se kabhi bhi delete ho sakte hai ya ho jate hai .aise me is post ko padhkar is samshya ka sollution paya ja skta hai .
dosto is post ko padhne ke baad aap kisi bhi android Phone ka Contact Number Asani Se Recover Kar sakte hai .
yaha par Bas dhyan dena hai apka phone Android Hona chahiye ,yah trick Tabhi Kam karegi .
Delete Contact Number Recover kaise kare
Phone contact data recovery karne kle liye online bahut sare tools hai lekin kuch hi tools kam karti hai .
.aise me sabhi ke upar vishwas krna mushkil hai ,lekin is post me batayi gayi post se apki android phone se delete contact asani se recover ho sakta hai
dosto aab jyada der nhi karte hai to chaliye seekhte hai ki Delete Contact Number Recover kaise kare Android Phone Me
Gmail Id se contact number kaise recover kare .
Dosto jab bhi aap koi naya phone kharidate hai to us par sabhi apps ko activate ta install karne ke liye Gmail account login karna poadta hai .
Yaha par gmail id aapki bahut help krta hai .gmail id aapke dwara save kiye gaye mobile contact number scan kar store kar leta hai..
Yu kahe Google hame apne sabhi mobile contact Number save karne ki suvidha pradan karta hai .jiska use ham data ke loss hone dobra use recover kar sakte hai .
Mobile se delete hue Contact Number Ko recover krne ke liye hum Gmail Id par store data ka use karenge .yah sabse asaan traika hai ,
To chaliye shuru karte hai .
1 Yaha par sabse pahle Google Contact ki website par jana hoga .(yah se direct ja sakte hai )
2 Yaha par aapko signup krna hoga .sign up karne ke liye apne gmail id ka use kare
3 Login karte hai dekhenge aapke saamne aap ki google me save sabhi Mobile contact aapke saamne honge .(yaha + par click karke koi bhi number save kar sakte ho )
4 Upar bane three dot click par kare ,dot par click karne ke baad more option par jaye .yaha par cahahe to aap apne delete contact ko import ya export kar sakte hai .
5 Iske baad apko undo change ke option par jana hai .yaha par aapko time select karna hai yaha par aap costom chun sakte hai ,custom option ko choose karne ke baad aapko confirm par tap krna hai
6 confirm option ko select krte hi aapke delete hue contact phir aapke pahle ki trah aapke mobile me restore ho jayenge .
और विस्तार से जानने के लिए ये videos देखे
Hamare khyal se delete contact ko recover karne ka ya sabse accha aur sabse smart tarika hai .
delete contact ko mobile me vaapas lane ke liye .
Dosto ye thi Delete contact Number Ko recover kaise kare ke baare me janakari .dosto aapko ye post kaise lagi .comment karke jarur bataye
Dosto hme lagata hai delete contact number ko prapt ya recoverv karne ka ya sabse accha tarika hai .dosto agar aapko is post me koi baat samjh me na aayi ho to aap bejijhak comment krke pooch sakte hain .aaapki help karke hame bahut khusi hogi. Thankyou
Tags : Delete contact number recover kaise kare ,Delete Contact Number Wapas Kaise Laye,डिलीट नंबर रिकवरी ,डिलीट फोन नंबर,डिलीट नंबर वापस कैसे लाये,डिलीट नंबर कैसे निकाले,डिलीट कॉल वापस कैसे लाये,कांटेक्ट रिकवरी कैसे करे
Nice
Sir plese..
यहाँ क्लिक करें
Bhut accha post..
Sir please ek baar mere blog par visit kare me blogging me naya hu sir koi problem ho to please mujhe bataye.
यहाँ क्लिक करें
Ok dekh liya aapka blog achhe post kiye hai