Hello Friends aaj hum sabhi is post me Zero Balance Par Axis Bank Me Online Account Kaise Khole ke baare me baat karenge.Aap sabhi janate hai aaj lagbhag sabhi kaam online ho rahe hai .aaj hum sab lagbhg sabhi kaam ghar baithe kar asani se kar sakte hai .bas aapke pasa ek laptop or mobile aur internet connectin hona jaruri hai .
aaj aapko chahe gas subsidy check karni ho ya phir ghar baithe bijli bill check karna ho aaj ye sabhi suvidha aap ghar baithe le sakte hai .
Isi trah aaj aapko agar aapko bank account open karna ho to aap ghar baithe online bank account open kar sakte hai .aapko kisi bank me jaane ki jarurat nhi hai .
इसे भी पढ़े
- Dhani App क्या है और इससे लोन कैसे प्राप्त करे ,Phone Se Loan kaise prapt kare .
- कैसे पता करे पता करे कि आपका आधार कार्ड बैंक से लिंक (जुड़ा ) है की नही।
- Pan Card Ko Adhar Card Se Kaise Link Kare
- बडौदा उत्तर प्रदेश ग्रामीण bank account balance कैसे चेक करे
Dosto aaj ka post Axis Bank Me Account Kaise Khole isi ke baare me hai . aap is article ko padhkar aap asani se ghar Axis Bank Me Online Account open kar sakte hai .aap chahe to ise apne mobile se bhi open kar sakte hai .
Axis Bank Me Online Account Kaise Khole(Open Axis ASAP Zero Balance Account )
Dosto aap sabhi jaante hai ki ek samay tha jab log Axis,HDFC,Sbi(state Bank Of India),Bank Of India (BOI),bank of Baroda (BOB) jaise bank me apna bank account open karne ke liye daily bank ke chakkar lagane padte the .lekin aaj aisa nhi hai aaj internet ki is Duniya ye sabhi bank aapko ghar baithe bank account open karne ki service de rahe hai ,
Ab cahahe axis ho ya hdfc,sbi(state Bank Of India),Bank Of India (BOI),bank of Baroda (BOB) koi bhi Ho sabhi Bank aur unke branches aap ko Ghar baithe Saving Account open karane ki suvidha pradan kar rahe hai .jo bhaut hi simaple hai .aap Kuch hi minto me kisi bhi bank me apna saving account open kar sakte hai .lekin aaj ke is post me mai only Axis Bank account me Zero balance Par account Kaise Khole ke baare me bataunga .
About To Open Axis ASAP Zero Balance Account ) service
.
Dosto Axis bank ki service bahut hi acchi hai phir bhi mai aap sabhi ko (Open Axis ASAP Zero Balance Account ) service ke baare me bata de raha hu,
- Axis ASAP Zero Balance Account open karne par aapko Turant ek vertuil Debit Card issue hoga jiska use aap online Shopings,Money Transfer ,Payment Etc Me kar sakenge .
- aapko Internet banking ki suvidha di jaati hai iasase aap apne bank acccount ko apne ghar se hi mannage kar sakte hai .
- Cash Transfer ,Mobile Recharge ,etc Suvidhaye Axis bank deta hai
Axis ASAP Zero Balance Account open Karne ke Liye Importent document
apko Online Axis ASAP Zero Balance Account open Karne ke Liye aapke pass 4 chije hona bahut jaruri hai .
- Adhar card
- Pan Card
- Mobile Number
To chaliye shuru karte hai Step By Step
- Dosto Axis ASAP Zero Balance Account open Karne ke Liye sabse pahle aapko axis bank ki offcial site par jaaye
- Offcial Site –https://www.axisbank.com
- Offial site par jaane ke baad vaha par Get An Axis ASAP Account Par Click karana hai .
- aap chahe to yaha se directly ja sakte hai Axis ASAP Account open karne ke liye yaha par click kare
- ab aapke saamne ek page khulega jisme aapko apni poori details carefully fill karna hai .
- Mobile Number -yaha par apna Mobile Number likhe
- Adhar -yaha par apna Adhar Number Likhe
- Pan -yaha par apna pan Number Likhe
- khali Box Me tick karne ke baad Next par Click kar de.next par click karne ke baad aapke Mobile par ek otp jaayega( dhayan rahe apko Vahi Mobile Number fiil karna hai jo aapke adharcard se attach hai )
- ab aap mobile par aaya hua otp fiil karke next par click kar de .aapke saamne apka photo aur kuch detils aayegi jisme aapko apna pata ,father ka name,mother ka name ,address fill karna
- ye sab detils fill karne ke baad aapko next par click kar dena hain jaha par aapko i am indian citizen vala option choose krna hai .phir aapni jankari conferm karna hai
- uske baad aapke saamne ek debit kard ka image aayega jaha par aapko apne debit card ke 4 anko ka pin passward choose karana hai .jaise 0512 ,5324,5231,3478,kuch bhi likh sakte hai jo aapko saral va suvidha janka lage
संदीप जी एक्सिस बैंक के जीरो बैलेंस खाते के बारे में बहुत ही बेहतरीन किस्म की जानकारी दी है आपने। मुझे बहुत पसंद आई। आप अच्छा काम कर रहे हैं।
JAMSHED JI THANKYOU AAPKO HAMARI JANKRI PASAND AAYI .
atm card kese milega,pasword bnane ke bad ,kya atm ghar ke address par aayga?
Bhai aapko online virtual atm card milega jiska use aap payment etc me kar sakte hai..
How many do transaction in a day
Mai kaise apna online virtual atm card dekh skta hu mai save nhi kya to