JI Ha agar apke pas adhar card nhi hai to apka mobile no band ho sakata hai ;kendra sarkar ne sabhi telecom compniyo ko adesh dia hai ki sabhi mobileno. ko ab adhar card se joda jaye
jis prakar pancard ke durpryog aur dhadhli ko rokne ke liye pan card ko adhar se joda jana jaruri kar diay gaya usi tarah mobile no ke farziwade ko rokne ke liye ab sabhi telecom compniya apne sabhi grahko ka ab adhar card verification karyegi
jo mobile no purne jin par adhar card verification nhi hua hai use ab adhar se joda jayega ,agar aap abhi tak adhar card nhi banawaye hai to banva lijiya kyoki ab bina adharcard ke chalne wala nhi hai
aa rahi khbaro ke anusar sabhi telecom compniya e-verification karwa rahi hai ,mobile service probider ko 6 ferbery 2018 tak sabhi mobile no verification pura karne ko kaha hai
apko bat de ki suprime coart ne adesh dia hai ki 6 febuery 2018 tak sabhi ke mobile no adhar add hon chahiya agar aisa nhi hota hai to mobile no ko band kar diay jayega
Kaise Kare mobile Ko Adhar Se link ?
Kaise kare adhar ko mobile se link?
iske liye user ko apni service ki najdiki store par jakar apna adhar link kar sakte hai aur store jate costomer care par bat katrke apne store ka pata addersh jan le
apko ye post kaisi lagi apne comment jarur de aur is posy ko dosto ke sath share karna na bhule
कुछ और लेख जो आपको पसंद आएंगे
- व्हाट्सअप पर खुद को ऐसे करे अनब्लॉक
- ऐसे पता करे की व्हाट्सअप पर किससे बातें करता है आपका फ्रेंड जाने 1 मिनट में
- छोटी उम्र में पढ़ने वाले बच्चे के दिमाग होते तेज़
- Android Phone Se Computer Pe Internet Kaise Chalaye ?
- ऑनलाइन कैसे पता करे, कौन सी दवा किस रोग की है जानिए हिंदी में
- एलपीजी गैस सब्सिडी आनलाइन कैसे चेक करे
- बहाने जो आपको सफल होने से रोकते है
- सपने देखना मत छोड़िये, क्योकि सपने ही हमें आगे बढ़ने की प्रेरणा देती है
- गलती से अगर फोन का पैटर्न लॉक पासवर्ड भूल जाये तो ऐसे करे फ़ोन को 2 मिनट में अनलॉक
Thanks For Read !