मिनटों में करे अपना स्मार्टफोन चार्ज अपनाये ये ट्रिक्स

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now

         मिनटों में करे अपना स्मार्टफोन चार्ज अपनाये ये ट्रिक्स 




Hello friends !
 Aaj hum is post me bat karenge ki hum smartphone ko kaise kuch minto me kaise  charge kar sakte hai.smartphone ko jaldi charge kaise kare .
Kabhi kabhi aisa ho jata hai ki jab hum phone se koi important karne jaa rahe hote hai iski battery low ho jati hai

 Aur  Aaj ke samay me smartphone hamari life se is tarah se juda hua hai ki samne ghadi ho phir bhi hum samay dekhne ke liye mobile ka use karte hai

 Aaj ke samay me lagbhag sabhi kam online hone lage hai ,wo chahe railway tickets ho,ya phir money taransfer,ya phir whatsup ,facebook ,etc  esh duniya ki khabar leni ho tab bhi hum mobile jka sahar leta hai.Yu kah sakte hai aj ka manav aur youth without mobile ke rah nhi sakta.

Kyoki aaj mobile har vyakti ke desh dinia se jode rahne ka sadhan hota hai,
Kyoki hum aajkal usi mobile pe whatsup facebook jaruuri socil site ka use karte hai,
 Aur jab battery discharge ho jaye to use jaldi se kaise charge karte jante hai is post me

Apko yaha par 2 tricks batayenge kaise hum smart phone ko kam samay me charge kar sakte hai iske liye na to kisi aaps, aur na hi kisi aur device ki jarurat hai
 To chaliye seekhte hai.

Mobile switch off karke jaldi charge kaise kare .

First Tricks ⇒  agar jarurat na ho to apne mobile ko kuch samay ke liya swiched off kar de, isase mobile sabhi function kam karma band kar denge aur isase mobile par loading kam ho jayegi aur mobile jaldi se charge hoga .is trah aap mobile charging samay ko kam kar sakte hai.
Man lijiye apka mobile 1 ghante me charge hota to is tricks se 45minute hi lagenge .

Second tricks ⇒  apne mobile ka airoplane mode on kar de Airplane mode ka use hum hawai yatra ke dauran karte hai
Airplane mode battery charge karne me madad karta hai isase bhi apki smartphone ki battery jaldi charge ho jayegi .

 dosto Apko ye post kaisa laga comment karke jarur bataye aur please is post ko apne dosto ko share bhi kare .

  

Related Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *