मिनटों में करे अपना स्मार्टफोन चार्ज अपनाये ये ट्रिक्स
Hello friends !
Aaj hum is post me bat karenge ki hum smartphone ko kaise kuch minto me kaise charge kar sakte hai.smartphone ko jaldi charge kaise kare .
Aaj lagbhag sabke pass android phone mil jata hai ,aur us par dinbhar kuch na kuch important kam karte rahte hai.
Also Read
Also Read
- Android Phone Se Computer Pe Internet Kaise Chalaye ?
- ऑनलाइन कैसे पता करे, कौन सी दवा किस रोग की है जानिए हिंदी में
- मोबाइल से पता करे कि आपका आधार कार्ड बैंक से लिंक (जुड़ा ) है की नही। जाने हिंदी में
In sab mobile ki sabse badi problems hoti hai battery ki ye smart phone bahut jaldi discharge hote hai,
Kabhi kabhi aisa ho jata hai ki jab hum phone se koi important karne jaa rahe hote hai iski battery low ho jati hai
Aur Aaj ke samay me smartphone hamari life se is tarah se juda hua hai ki samne ghadi ho phir bhi hum samay dekhne ke liye mobile ka use karte hai
Aaj ke samay me lagbhag sabhi kam online hone lage hai ,wo chahe railway tickets ho,ya phir money taransfer,ya phir whatsup ,facebook ,etc esh duniya ki khabar leni ho tab bhi hum mobile jka sahar leta hai.Yu kah sakte hai aj ka manav aur youth without mobile ke rah nhi sakta.
Kyoki aaj mobile har vyakti ke desh dinia se jode rahne ka sadhan hota hai,
Kyoki hum aajkal usi mobile pe whatsup facebook jaruuri socil site ka use karte hai,
Aur jab battery discharge ho jaye to use jaldi se kaise charge karte jante hai is post me
Apko yaha par 2 tricks batayenge kaise hum smart phone ko kam samay me charge kar sakte hai iske liye na to kisi aaps, aur na hi kisi aur device ki jarurat hai
To chaliye seekhte hai.
Mobile switch off karke jaldi charge kaise kare .
First Tricks ⇒ agar jarurat na ho to apne mobile ko kuch samay ke liya swiched off kar de, isase mobile sabhi function kam karma band kar denge aur isase mobile par loading kam ho jayegi aur mobile jaldi se charge hoga .is trah aap mobile charging samay ko kam kar sakte hai.
First Tricks ⇒ agar jarurat na ho to apne mobile ko kuch samay ke liya swiched off kar de, isase mobile sabhi function kam karma band kar denge aur isase mobile par loading kam ho jayegi aur mobile jaldi se charge hoga .is trah aap mobile charging samay ko kam kar sakte hai.
Man lijiye apka mobile 1 ghante me charge hota to is tricks se 45minute hi lagenge .
Second tricks ⇒ apne mobile ka airoplane mode on kar de Airplane mode ka use hum hawai yatra ke dauran karte hai
Second tricks ⇒ apne mobile ka airoplane mode on kar de Airplane mode ka use hum hawai yatra ke dauran karte hai
Airplane mode battery charge karne me madad karta hai isase bhi apki smartphone ki battery jaldi charge ho jayegi .
dosto Apko ye post kaisa laga comment karke jarur bataye aur please is post ko apne dosto ko share bhi kare .