Google Duo Se Video/Audio Calling Kaise Kare
Google Duo Kya Hai ?
Google Duo Google Ka Ek High Quality Video Calling App hai .Jo 16 august 2016 ko launch kiya gaya tha .Google Duo video calling apps anya apps ki tulna me kafi achha hai.Yah Android Plateform par chalta hai.
jis trah se hum Imo,Whatsapp se video calling ki suvidha prapt karte hai thik usi trah hum Google duo se online video calling karte hai.lekin mai yaha par batana chaunga ki google duo baki other app ki Tulna me kafi behtar hai. humne jaan liya google duo kya hai chaliye jante Hain google Duo Ke kya Kya features hai .
इसे भी जाने :-
- गैलरी से डिलीट फोटो कैसे लाये-Gallery Se Delete Photo Kaise Laye
- एक फोन में डबल Whatsapp कैसे चलाएं
- कैसे पता करे कि कोई Internet पर क्या देखता है।Google My Activity Kaise Check/delete Kare
Featurs Of Google Duo Video Calling App
Google duo me kai sare feature hai jo anya application se isko behtar banati hai .
- Google Duo me knocking ka feature available hai jo hame call ke aane ke pahle ki jaankari deta hai .
- Google Duo video massage send karne ki Service deti hai Joki bahut hiasan hai
- Google Duo me bhi audio callings ki suvidha di gayi agar aap chahe to isase video calling ke sthan par audio calling kar sakte hai .realy me iski audio. calling ki suvidha la jawab hai.is par high quality ki audio calling kar sakte hai.
- Kisi bhi mobile number ko block karne ki suvidha bhi uplabdh aap jise chahe us Mobile Number Ko block Kar sakte hai .
Google Duo Se Video/Audio Calling Kaise Kare
Dosto Google Duo Se Video/Audio Calling karna bada asan hai aapko baaki other applications ji trah Bahut jayada verification ki jarurat nhi hoti hai.bas aapko apna mobile numbers verify karna hai jo 5 second me ho jata hai
- Google duo Video/Audio Calling baat karne ke liye sabse pahle ise install karna hoga
- agar aapne abhi hall me hi apna android phone liya hai to sabse pahle aap check karle ki aap ke phone me shayd pahle se hi Google duo application install ho..agr aapke Phone me Google duo apps nhi hai To Play store par jaakar install kar le
- Install karne ke baad use open kare aapke saamne kuch aisa interface hoga..
- Ab aapko apna mobile. number verify karna hai
- apna. mobile. number likhe jis Mobile Number se Google Duo account banana chahte hai .
- Ab aapke Mobile Number par ek OTP(One Time Passward) massage jayega jise is page par type karke mobile number ko verify karna hai .
- agar aapka number usi phone me jis phone me aap google duo apps install kiye hai to aapka mobile number apne aap verify ho jaayega aapko kuch karne ki jarurat nhi hai.
- bas aapka google duo account banakar taiyar hai ab kisi ke sath video/Audio calling kar sakte hai .
- Video/audio calling karne ke liye Contact par click karke Aap dekhe jiska bhi Google duo Account bana hai use aap video calling kar sakte hai.
Ek baat aur bata de jisko aap call kar rahe hai wo online rahna chahiye Tabhi video Calling se Baat Ho payegi.
- Agar vah vykti Online hai to uske mobile par bad me missed call ka notification mil jayega.
- Aap chahe to vykti ke offline hone par Video Massage Send kar sakte hai..
Dosto Ye Thi Google Duo kya hai Google Duo se Video Calling Kaise Kare . aapko ye Jankari kaisi lagi Comment karke Jarur bataye agr ye jankari aapko thodi si Bhi acchi lagi ho to ise Apne dosto ke sath bhi share karna na bhuule .Thanks !
Thank you for the auspicious writeup. It in fact was a amusement account it.
Look advanced to far added agreeable from you! However, how can we
communicate?
Sir google duo pr call history kese chek kr skte hai jese mtlb ki ki kiska missed call aaya h ya hmne kisko kitni baar call kiya hai
सर अभी तो गूगल डुओ की तरफ से ऐसी कोई सुविधा नही दी गयी है।जैसे ही ये सुविधा आएगी अपडेट कर दिया जाएगा