Live Train Running Status Kaise Check Kare
WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now

Indian Railways Live Train Running Status

Hello friends aaj hum is post me aap sabhi ko “Live Train Running Status Kaise Check kare” ke baare me poori janakri dene Wala hu .

Agar aap “Live Train Running Status Kaise Check” karana jaante hai to achhi baat hai ,agar nahi jaante hai to Live Train Running Status Check krne ki jaankari aapko hona jaruri hai .jiski jaankri aaj aapko is post me mil jayegi .

Kyoki aaj is presnt time insab baato ki jaankari hona bahut jaruri ho gaya .Kyoki aapko kabhi bhi travell karna pad sakta hai.aur hamesha aapke parivar mitra ,koi aur kabhi na kabhi shar se aata jata hoga .aise me Train Running status ki Jnakri Hona aapke liye Helpfull sabit hoga .Aaj bhi hamare bahut bhai jinke pass android Mobile to hoti hai.lekin live Train Location ka pata kaise lagaye ki train kis staion par pahuchi in sab ki jaankri nahi dekh paate.

इसे भी जाने :-

Live Train Running Status Kaise Check Kare Apne Mobile Par 

To ye post Dosto ke lIye Jo jaanana chahate hai ki Live Train Running Status Kaise Check Kare Apne Mobile Par .joki bahut hi simple hai .Aaj Is Post Me aap Sabhi ko ye Jnakriya Di Jayengi .

  • Live Train Running Status Kaise Check Kare or Train Location Kaise Dekhe
  •  Train Running Schdule Kaise Dekhe .
  • Train Running Location pata Karne ke kya Jnakri honi chahiye .

      Train Running Stauts Check Karne ke Liye aapke pass 2 baato ki jankri honi chahiye.

  •  Train Number (jo ki 5 Anko ka hota hai ,ticket par bhi likha rahata hai )
  • Train ke start Hone Ka din or Date  ( matalab train Kis din apne Source  Staition se Chuti hai )

itni jankari hhone ke Baad aap asani se ab ki Train ki live Running Stauts Check kar Sakte hai .Chliye Shuru Karte hai .Live Running Stauts Check karne Ke liye Aapko is link par jana hoga .Website par janae ke liye yaha par Yaha Par  Click Kare .

Website NameTrainstatus.info/

Live Train Running Status Kaise Check Kare 2

click karne ke baad aapke saamne ek naya page khulega .jaha par aapko (Sceen Shot Dekhe )

 1-Train Name / Number -yaha par aapko train Number likhna hai 

2- Select Start Date -yaha par Train ka starting date select Krna hai .iske Baad Get Runnig Status Par click kar dena .

ab aap dekhnge ki train jaha par pahuchne vali hai vaha par train ka ek image dikhayi de rha hai .

Live Train Running Status Kaise Check Kare 3


aur vahi par train ka pahuchne ka time aur  vaha se jaane ka bhi time likha hua hai .
Kuch Top Website Live Train Location Check Karne Ke liye 

1 -Railyatri.in

2 -Ixigo.com


3- Etrain.info


4 -Enquiry.indianrail.gov.in


5 – Runningstatus.in/



Dosto is trah se aap kisi bhi train live location running status check kar sakte hai .bas aapko train Number aur tain ki starting date Pata honi chahiye .
aap ghar baithe kisi bhi Mobile se train Runing Status Check kar sakte hai .

Dosto aaj ki ye post Live Train Running Status Kaise Check Kare kaisi lagi caomment karke jaur bataye .
agar aapko logo tarin se judi aur koi jankari chahiye To aap mujhse comment krke pooch sakte hai thanku.

Dosto agar Ye Post aap Logo ke liye Thoda bhi helpfull raha ho to please is post ko aapne dosto ke sath facebook Whatsaap,Twitter,instgaram par  jarur share kare 

Related Posts

One thought on “Live Train Running Status Kaise Check Kare

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *