Website Par Live Chat Widget Kaise Add Kare

( Live Chat )Blog/Website Par Live Chat Widget Kaise Add Kare

WhatsApp Group Join Now
Telegram Group Join Now

  BlogPar Live Chat Widget Kaise Add Karte hai ?

Website Par Live Chat Widget Kaise Add Kare
Website Par Live Chat Widget Kaise Add Kare

Nmaskar Dosto aaj mai  aap sabhi ko Blog/Website Par Live Chat Widget Kaise Add Karte hai ke baare me jankari dunga  ki kaise Blog Me Live Chat widget Kaise Install kare .dosto is baare me aap sabhi ko poori jankari di jaayegi aur vo bhi asan tariko me .

Agar aap ek blogger hai aurr khud ka ek blog chalate hai to aapko apne visiter ke sath ek acchha communicate karna jaruri hot hai .taaki hamare visiter hamare sath hamare blog se  jude rahe .jitna achha aap apne visiter ka problem solve karenge matalab jitni teji se aap apne visiter ke question ka answer denge  utna hu visiter aapke sath aapki site par jude rahenge .

Also Read :

kyoki agar aapke pasa ek acchhi site hai aur us par vister nhi aa rahe hai to aap blog me success nhi ho sakte hai .aapke blog par jitne adhik visiter honge utna hi successs full aapka blog hoga .
to dosto aaj hum sab is post  me Blog/Website Par Live Chat Widget Kaise Add Karte hai  ke baare me baat karne wale hai .

Aaj aapko is post me ye sabhi jankariya di jaayengei .
  • Blog website me live Chat Widget Kyo Lagaye ?
  • Live Chat Widget lagane se kya faayede hai .?
  • Blog/Website Par Live Chat Widget Kaise Add Karte hai ?

Blog/Website Me live Chat Widget Kyo Lagaye ?
Live Chat Widget Lagane Se Kya Fayede Hai ?

Dosto blog par live chat widget /live chat service  lagane se bahut faayede hai .aap bahut hi asani se aap aapne blog par aane wale visiter ka sawal ka jawab de sakte hai .
aur agar aap kabhi live nhi rahte hai to visiter aapko aapni baat bas name aur email dalkar de sakte hai .jiska jawab aap uske email par bhej sakte hai .

Blogger/Wordpress Me Live Chat Widget Kaise Add Kare ?

Dosto blog par live chat widget lagaane se aapke aur aapke vister ki beech ek rishta banata hai jo visiter ko aapke aur aapki site ke sath jodne me mada karta hai ,kyoki visiter ko pata hai ki kuch ho ya na ho koi bhi solution jo use aapki blog se turant mil jaayega .iske liye use kisi blog post ke comment Box me comment karne ke baad wait nhi karna padega .

Live Chat Ke Liye Schdule Set Kare 

live chat widget ka sahi tarike se  use karne ke liye aap aapne visiter ko ek post publish kar batana hoga ki aap kab kitne baje se kitne baje ke beech online rahte hai taaki visiter bhi aap ke sath usi samay baat kare .aur use bhi  apne sawalo ka jawab bhi turant mil jaaye.

Blog/Website Par Live Chat Widget Tawk.to Ke Feature 

  • Blog Par Live Chat Widget Tawk.to ke jaariye aapka visiter asani se aapkesath chat kar sakta hai .
  • tawk.to live chat widget lagane par aap appni blog ki monitering kar sakte hai .
  • aap apne blog par aane vale visiter ki location,kaun si post vister read kar raha hai sab dekh sakte hai .
  • aapki site par visiter kaha se aaye hai ,kitni der tak aapki blog ko visit karta hai ,
  • aapka blog kis browser me open kiya gaya hai yaha tak ki user aapki site kis network par use kar raha vo bhi track kar sakte hai  jaise ki vah vodafone,airtel kis service ka use kar raha hai ,
  • apne blog par live visiter ki sankhya jaan sakte hai .

Dosto apne blog par tawak.to live chat widget laaagne ke bahut saare faayede hai .ek baar apni website par live chat wideget lagane ke baad aap khud jaan jaayenge .

Blog/Website Par Live Chat Widget Kaise Add Karte hai 
 Dosto chaliye jaante hai ki Blog/Website Par Live Chat Widget Kaise install karte hai 

  • Blog par live chat widget install karne ke liye sabse pahle aapko Tawk.to site par jana hoga vaha par signup karana hoga
  • signup karne ke liye aapko signup par click karna hoga .ek naya page open hoga (screenshot dekhe )
Your Name -apna name Likhe 
Your Email -apna email id Likhe 
Choose Passward- Apna ek  passsward likhe 
  • uske baad SIGN UP FOR FREE par click kare
  • ab apke saamne ek dusra naya page open hoga jaha par aapko apna language chunana hoga aap yaha par english chun sakte hai (screenshot dekhe )
  • iske baad next par Click kare
  • yaha par aapko apna email dalakar aage admin ko seleect kar next kare 
  • bas aapka account creat hogaya aab aapko tawk.to widget ko apne blog ya website par install karna hai 
  • ab aapko tawk.to ke dashboard par jana hai vaha par settings par click karna hai .seetings (admin ) par click karne ke baad aapke saamne ek code hoga jise copy karna hai aur use apne theem jaankar paste jkarna hai .
    ( Live Chat )Blog/Website Par Live Chat Widget Kaise Add Kare 1

     

  • iske liye aap tawk.to code ko copy kijiye aur blogger ki dashboard par jaaye dashboard par jaane ke baad Theems par click kare

( Live Chat )Blog/Website Par Live Chat Widget Kaise Add Kare 2

 

  • iske baad edit html par click kare ab aapko conrol+F press karke aapko code box me

search karna hai jaha par  mil jaaye uske just uske  upar tawk.to code ko paste kar dena hai . (screenshot Dekhe)

    • uske baad code theem ko save kar dijiye bas aapke blog par live chat widget install ho gaya hai .
    • aap meri site dayi side me neeche live chat wideget dekh sakte hai .yaha ppar jab mai online hota hu to vaha par offline ki jagah online dikhayega .

Dosto aaj ki ye Post “Blog/Website Par Live Chat Widget Kaise Add Kare ” ya Blog/Website Par Live Chat Widget Kaise install  Karte hai .kaisi lagi comment karke jarura bataye .agar ye post aapko thodi si bhi acchi lagi to apne dosto ko bhi social media,facebook,twitter,whatsup,etc par share kijiye .
agar aapka is post kon lekar koi sawal hai .to aap comment box me comment karke pooch sakte hai .ham jalad hi aapke sawalo ka ajawab denge .thanku

Related Posts

2 thoughts on “( Live Chat )Blog/Website Par Live Chat Widget Kaise Add Kare

  1. बहुत ही अच्छी जानकारी साझा किया है आपने इसके लिए आपका बहुत बहुत धन्यवाद

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *