Whatsup Par Khud Ko Unblock Kaise Kare Jane Hindi Me

Advertisements

Whatsup Par Khud Ko Unblock Kaise Kare Jane Hindi Me 




क्या आपको किसी ने व्हट्सएप से ब्लॉक कर दिया है आईये जानिये कैसे करें खुद को अनब्लॉक,व्हाट्सएप्प ब्लॉक को कैसे हटाये,व्हाट्सप्प अनब्लॉक सॉफ्टवेयर,व्हाट्सप्प अनब्लॉक सॉफ्टवेर,unblock whatsapp,ब्लॉक को अनब्लॉक कैसे करे
,फेसबुक पर ब्लॉक को अनब्लॉक कैसे करे,हाउ तो अनब्लॉक व व्हाट्सएप्प
                                   Whatsup Par Khud Ko Unblock Kaise Kare Jane Hindi Me 5
                        

Hello friends!

Aaj hum is post me baat karne wale hai  ki agar apko  apke girlfriend ya  friend ne whatsup par block kar diya hai to khud ko unblock kaise kare ?



Aaj kal har kisi ke pass android phone mil jata hai aur lgbhag har koi whatsup chlata hoga .
aisa kabhi na kabhi sabke sath hota ki apka ya hamra friend ya girlfriend ke sath kisi na kisi bat ko lekar gussa ho jate hai ,to man me sabse pahle whatsup se usko block karne ka bat aati.hai .



aisa shayad aap ke sath bhi hua hoga lekin jab bad me dimag shant hota hai phir whatsup se chat karne ka ya sorry bolne ka  man karta hai .

 To hum aaj is post se janenege ki agar apko whatsup dost ya girlfriend ne kar diya block to khud ko aise kare unblock .

to chaliye jante hai ki khud ko kaise unblock karte hai .

sabse pahle ye pata kare ki dost  vastav me apko block kiya hai ki nhi .

Kaise Pata Kare  Ki Whatsup Par  Apko Block Kiya Hai Ki Nhi ?


  • First method-Sabse pahle check kare ki apko apne friend ka profile photo,last seen,status, show ho raha hai ki nhi ,agar nhi dikhe to samjh lijiye ki aap ke friend apko block kar diya hai
  • Second method-aap apne friend ko koi msg karte hai ,agar wo ek hi tick dikhta hai ,jiska matlab hota hai ki msg ki delivery nhi hui hai yani apko block kar diya gaya hai 

Whatsup Par Khud Ko Aise Kare Unblock .

  • sabse pahle whatsup open karke option me jakar   settings par tap karte hai option matlab three dots par click kare hai . (Screen shot dekhe )
Whatsup Par Khud Ko Unblock Kaise Kare Jane Hindi Me 6
setting ko open karne ke bad account par tap karna hai.
                                                                 
Whatsup Par Khud Ko Unblock Kaise Kare Jane Hindi Me 7

  • ab aap dekhenge isme 4 option diye gaye jisme se delete my account par click karke account ko delete karna hai 

                                                         

Whatsup Par Khud Ko Unblock Kaise Kare Jane Hindi Me 8
Bina account delete kiya bina aap khud ko unblock nhi kar sakte hai .
ab apka account delete ho chuka hai .Phir play store par jakar whatsup aap ko phir se install kartna hai aur phir mobile no verification karte hai  aur jaise hum pahle whatsup account  banaye the  thik vahi kam phir dobara karna hai .



account create hone ke bad aap dekh sakte hai ki  apke dost ne jo block kiya tha ab unblock ho chuka hai hai .aap uski profile, whatsup status,last seen dekh sakte hai,ab aap use massage bhi kar sakte hai.


    Aap ko ye trick kaisi lagi ? comment karke jarur bataye apka comment is blog aur behtar 
    banane me sahyog milega aur side bar me jakar hamare baki post ko padh sakte hai  aur ha agar apko post ye acchi lagi ho to dost ko share karna na bhule . 

    share karne ke liye facebook twitter,google plus icon par click kare,agar apka kuch puchna hai to comment karke puch sakte hai .hame apki help karke khusi hogi!








     

    COMMENTS (4)

  • comment-avatar

    Hamare friend ne Hmko block kr diya hai to hm kaise hatay apna nambar ko block list se

  • comment-avatar

    Ek baar whatsaap account Ko delete karke dobara account banaye ..

  • comment-avatar

    Sir maine pahle bhi kiya tha aisa kuch nhi hua unblock nhi hui..kya aisa koi tarika h jis se account delete na karna pade..delete bhi sab ho jata h..aur ham unblockbhi nhi

  • comment-avatar

    आप व्हाट्सएप अकाउंट डिलीट करके दोबारा अकॉउंट बनाये ,इसके अलावा कोई दूसरा रास्ता नही है या फिर दूसरे मोबाइल नंबर से अकाउंट बना लीजिए।कमैंट्स के लिए धन्यवाद