(Adhar Card Linking)Mobile Number Ko Adhar Card Se Kaise Link Kare

Advertisements

Mobile Number Ko Adhar Card Se Kaise Link Kare 


              Mobile Number Ko adhar Card Se jode




Hello Friends !  Aaj hum is Post me baat karne wale hai ki Mobile Number Ko Aadhar Number se Link Kaise Kare .
jaisa ki aap sabhi jaante hai ki Goverment ne Mobile Number ko Adhar Card se Link karana jaruri kar diya hai.

aise me aapke paas jitne bhi mobile number hai wo chahe Idea,vodafone,Airtel ya Reliance jio hi kyo na ho sabhi  mobile ko adharcard se link karana jaruri hoga .

Agar aap aisa nhi kar pate hai to aap ke sim ko farji sim samjh kar band kar diya jayega . aapko bata de mobile number ko adhar se link karane ka last date 31 march hai .

Mobile Number ko Adhar Card se Kaise Jode 


Aise me agar aap check karna chahte hai ki aapka mobile number adhar se link hai ya nhi to is post ko padhiye .

mobile ko adhar card se link karane sabhi logo ko kuch na kuch dikkat jarur aati hogi.agar unka ghar market se door padta ho .aise me mobile user ko  pareshan hona padta hai .

aise me Goverment aur sabhi mobile compniyo ne sim card ko adhar se verify karane ki prakriya ko sabse asan kar diya .jiasase aap asani se ghar baithe mobile number ko adhar card se verify kar sakenge.

ऐसे ही रोचक जानकारी के हमारे होमपेज पर जाइये 


ye khas suvidha logo ko adhar card se mobile number link karane ke liye di gayi hai .jisase mobile user asani se mobile number ko adhar card se verify kar sake .
logo ko abhi tak adhar card se mobile number link karane ke liye . adhar enrollment center jana padta tha .lekin ab asani se ghar baithe matra ek call se mobile Number ko adhar se verify kara sakte hai


Aise Kare apne mobile Number Se Adhar Card Ko link 


Ab mobile number ko adhar se link karan bahut hi asan hai .bus aapko apne mobile number se 14546 par call karna hai .jiske baad aapko call ke nirdesh anusaar nirdesho ka palan karna hai .


mobile Number ko dhar Card Ko link karne ke liye kya kya karna hai 


  •  jab aap apne Mobile se 14546 par call karenge to aap se nagrikta ke bare me poocha jayega jaha par agar aap bhartiya hai to bhartiye chune agar aap NRI hai NRI chunana hai .
  • iske baad aap 1 botton p mobile number Ko adhar card se Link karane ki manjoori denge.
  • ab aapko apna adhar card number mobile me type karna hoga conferm ke liye  1 dabana hoga .

  • jiske baad aapk ke mobile par ek OTP (one Time Password aayega ),is OTP      ko call ke dauran hi mobile mer inter karna hai .jaha is OTP ko apka signature mana jata hai .aap ko batya jayaega aap ke adharcard se sari details prapt ho chuki hai .jise aapne poori manjoori di hai 
  • agar aap ke pass aur bhi us company ka sim card hai to call ko jaari rakh sakte anytha 0 dabakr call ko samapt kar sakte hai.


Aap se batay jayega 48 ghante ke andar mobile adhar reverification ki parakriya samapt kar di jayegi.

Dosto kaise lagi Aaj ki ye jankari  “Mobile Number Ko Adhar Card Se Kaise Link Kare .: commet karke jarur bataye.
agar aapko ye jankari achhi lagio to please ise aapne dosto ke sath sath shre jarur kare 

Thanks For Visit

COMMENTS